Alto K10 Mileage | Alto K10 की mileage 24 की कैसे ले | alto k10 | car mileage | family car | best mileage car Alto K10 Mileage | Alto K10 की mileage 24 की कैसे ले | alto k10 | car mileage | family car | best mileage car | maruti suzuki alto 800 or k10 ki mileage HINDI
Today everyone want to good mileage car for his family accourding to buddget, and some car is very good in mileage but some time we can't have good knowladge so we chose a diffrent car |
Namste dosto | aaj har koi achhi se achhi car chahta hai par kai baar sahi se na pata hone ke karan galat car le leta hai jiski achhi mileage nahi hoti hai, yahan par aj me apne parsonal expriance se maruti suzuki ke alto k10 VXI modal ke baare me apko baata raha hun or me ise pichhele 2 saal se istemal kar raha hun to agar aap car lena chahte hai yaa apke pass car hai par achhi mileage nahi de rahi hai to apko ye post read karna chahiye kyonki aaj pantrol price bahut high hai isliye agar apki car 24 ki mileage de to apke liye vardan sabhit hota hai or ye post padne ke baad aap bhi apni car ki best meleage le sakte hai |
Read also -Best mileage car in india
Read also - bharat ki sabse mahgi cars |
CAR KI DEKH-REKH KAISE KARE -
Dosto, agar apke pass car hai to uski dekh rekh bhi karni padti hai or sahi se dekh rekh na karne ki wajah se apko achhi meleage to milti hi nahi iske sath aap ko bad driver ka stamp bhi lagta hai to car ki jo tips bata raha hun unhe jarur follow kare |
- Car ko subah start karne se pahle 4 tier me hawa jarur check kare, iske baad oil, viper tang me water dekhe or gadi ka bornat utha kar thodi der tak dekh rekh kare ki kahi koi likej vaghera na ho, kai baar koi seal break hone ki wajah se asa ho jata hai|
- Car ko start karne ke baad kam se kam 2 mint or 5 mint tak start jarur rakhe isse apki car ke sare part me oil achhe se work karne lagta hai or apke mileage par bhi asar padta hai |
- Car ko subah start karne ke baad achhi tarah se saf karna ek niyam bana le kyonki bekar dikhne wali car bahut ajib lagti hai |
- Apni car ke oil ke daily dekh rekh kare or jab oil jyada black sa dikhai de to apko achhe se serivacy karwani chahiye ye apki car ke mileage par bahut gahara asar dalti hai |
CAR 20-24 KM KI MILEAGE KAISE LE -
Agar aap apni kisi bhi car ki best mileage chahte ho to apko jaise screenshot me bataya hai usse upar ka speed on road na rakhe or race ko 0 se 2.5 tak hi rakhne ki kosis kare isse apki car ki over race nahi hogi or achha mileage dene lagegi chalo apko screen shot me batate hai |
Maruti suzuki alto k10
Dosto jaise ki apko iss PHOTO me dekhaya gya hai ki apko kis tarh se apni car ko onroad drive karna hai agar aap ye setup achhe se use karte ho to apki car 20-24 ki mileage dene lag jayegi niche kuch or point bata raha hun jinhe jarur follow kare |
ALTO K10 VXI MILEAGE CHART |
Maruti suzuki alto k1o vxi |
- CAR KO HAMESA SAF SUTHARA RAKHE
- APNI CAR KO CHALANE SE PAHLE OIL, VIPER TANK WATER, OR SEEL JAISI CHIJO KO ACHHI TARAH SE CHAECK KARE
- KABHI BHI APNI CAR KO SUBHA SUBHA CHALTE SE PAHLE 2 SE 5 MINTUE START RAKHE ISSE APKI CAR KE SARE PARTS ACHHI TARH SE WORK KARNE LAG JATE HAI.
- ALTO CAR KI ACHHI MILEAGE LENE KE LIYE 80KM OR RACE 2.5 SE NICHE HI RAKHE
- ALTO CAR KI ACHHI MILEGAE LENE KE LIYE KABHI BHI EKDUM SE NA UTHAYE AARAM SE CHAHLE PAR HI ACHHI MILEGAE MILEGA.
- APNI CAR KI TIME TO TIME SERVICES KARWATE RAHE.
friends, mene apko apne knowladge or exp ke hisab se jo bataya hai use follow karoge to apki koi bhi car kyo na ho achhi mileage dene lag jayegi |
mere pass bhi maruyi suzuki alto k10 vxi hai or jo bataya hai me follow karta hun car 24 se jyada ki mileage deta hai.
agar apka koi sujhav ya sawal ho to comment box me jarur likhe||
2 Comments
Click here for CommentsMeri car alto k 10 vxi a/c me mileage nahi de rahi he kya problem he 10 ka mileage de rahi he only
Replyagar aap car ka modal baata dete to achha rahta par phir bhi me apko milege lene ke tips de raha hun folow kare ?
Reply* sabse pahle compnay me check karwaye ki kahi koi part me problem to nahi hai ?
* agar sab sahi ho to car air filliter checng karwaye or aage se ac compreser ko company me chank karwaye kai baar wo hard ho jane ke karan car load leti hai or acha avrj nahi de payegi ?
* hamasa apni car ko pyaar se chalaye matlab ek dam ruk kar ek dum se pik up na kare /
jahan lage ki apko ac ki jarurt nahi h wahan off rakhe ?
or me apko next post me bataunga itna karke aap apni car ki mileage achi kar sake ho meri car 20 ka ac me deti hai wo kaise iske liye jarur hamare blog se jude rahe ?
ConversionConversion EmoticonEmoticon